Friday 9 September 2011

Sararara (Yeh Saali Zindagi) - Songs Lyrics

Sarara sarara sararara
Sarararara, zindagi nikal chali
Sarararara, haathon se fisal chali sararara

Hey behla ke chalti woh, phusla ke chalti woh
Kanya karaari si, itra ke chalti woh

Kuch dekhe chalti woh
Sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse
Bal kha ke chaldi woh

Mara mara mara ..
Girta na har tu toh mara mara

Arrey sarararara, zindagi nikal chali sararara

Khwaabon ki jootar hai, yaadon ki payal hai
Zindagi husn tera hum tere kayal hain
Aaja na reham tera humpe barsa ja
Sarara sarara ..
Aaja na jhalak teri humko dikhlaja
Teri raahon mein bhich jaaye bas tere nagme kayi
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Tumpe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye
Behla ke chalti woh, phusla ke chalti woh
Kanya karaari si, balkha ke chalti woh

Sarararara, zindagi nikal chali
Sarararara, haathon se fisal chali sararara

Sa sa sa ra ra ra ..

Hey hum chalte hum rukte, sab teri hi marzi hai
Jeenay ki chaahat ho, kehde kyun khudgarzi hai
Aaja na noor tera humpe barsa ja
Sarara sarara ..
Tu koi noor nahin, tohdi narmi toh la
Tu agar zid pe atki hai hum bhi na gabhraaye
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Chori karna bhi ik fun hai
Apna fun na aazmaaye
Kuch deke chalti woh, sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse, balkhaake chalti woh
Sa sa sa ra ra ra ..
Sarararara, haathon se fisal chali sararara

Khwaabon ki jootar hai, yaadon ki payal hai
Zindagi husn tera hum tere kayal hain
Aaja na reham tera humpe barsa ja
Sarara sarara ..
Aaja na jhalak teri humko dikhlaja
Teri raahon mein bhich jaaye bas tere nagme kayi
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Tumpe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye
Kuch deke chalti woh, sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse, balkhaake chalti woh

Sarararara, zindagi nikal chali
Sarararara, haathon se fisal chali sararara
Sarara sarara ..

No comments:

Post a Comment